Mazaa Mazaa Song Lyrics from the movie/album Mazaa Mazaa released in the year 2018 starring Farid Amiri, Payal Rohatgi. The song Mazaa Mazaa was sung by Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by T L V Prasad. The music was given by Arun Daga. The lyrics were Penned by Praveen Bhardwaj

Mazaa Mazaa Lyrics

Hawa Me Udana Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Kuchh Bhi Karna Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Ye Ye Ye Ye Ye Ye
O Hawa Me Udana Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Kuchh Bhi Karna Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Ek Naya Ehsaas Hain
Ek Naya Andaaz Hain
Ek Naya Ehsaas Hain
Ek Naya Andaaz Hain
Khula Khula Badan Hain Mera
Maja Maja Aaha Kya Maja
Aaha Kya Maja

Kabhi Dil Hain Yaha
Kabhi Dil Hain Waha
Janu Na Janu
Mera Dil Hain Kaha
Ye Ye Ye Ye Ye Ye
Kabhi Dil Hain Yaha
Kabhi Dil Hain Waha
Janu Na Janu
Mera Dil Hain Kaha
Arey Kya Hain Yeh Jadu
Arey Kya Hain Nasha
Arey Kyon Hu Bekabu Bekabu Ho Raha
Jawan Jawan Yeh Mann Hain Mera
Maja Maja Aaha Kya Maja
Maja Maja Aaha Kya Maja

Kabhi Me Yeh Sochu Kabhi Me Woh Sochu
Behakna Mai Chahu Kabhi Khud Ko Roku
Ye Ye Ye Ye Ye Ye
Kabhi Me Yeh Sochu Kabhi Me Woh Sochu
Behakna Mai Chahu Kabhi Khud Ko Roku
Najro Se Koi Bole
To Sunti Hu Kyon
Yeh Kaise Hain Sholey
Mai Jalati Hu Kyon
Dhuaa Dhuaa Yeh Tan Hain Mera
Maja Maja Aaha Kya Maja
Maja Maja Aaha Kya Maja

Hawa Me Udana Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Kuchh Bhi Karna Chahe Yeh Dil Aaj Kyu
Ek Naya Ehsaas Hain
Ek Naya Andaaz Hain
Ek Naya Ehsaas Hain
Ek Naya Andaaz Hain
Khula Khula Badan Hain Mera
Maja Maja Aaha Kya Maja
Maja Maja Aaha Kya Maja
Maja Maja Aaha Kya Maja
Maja Maja Aaha Kya Maja

Share your thoughts

Shreya ghoshal songs, Mazaa mazaa, Saregama music mazaa, Shreya ghoshal, Shreya ghoshal romantic songs, Dil leke shaan shreya ghoshal, Shreya ghosal, Mazaa reply version, Mazza mazza, Mazaa, Desi mazaa, Mazaa cover version, Shriya jain official, Lyrics video, Dil leke darde dil de gaye lyrics, Pachtaoge reply shriya jain, Lyric songs, Dil leke lyrics, Manja song lyrics, Shriya jain song, Shriya jain songs, Music video with lyrics, Dulhe ka sehra suhana lagta hai