Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara
Aqal Thikane aayi hamari
tumse bichad kar o yaara
Dariya Yeh Dariya Dariya Na Hota,
Na Hota Jo Iska Kinara
Aqal Thikane aayi hamari
tumse bichad kar o yaara
Raat ko Nikla tha teri gali se,
thokar main kha ke subah aa gaya
Ye Akhari Ghalti Thi Akhari Mauka de
dede na mujh ko tu Saaki,
Ab tere pairon mein kaatnge yaara
jitni bhi zindagi hai baaki
Ye Akhari Ghalti Thi Akhari Mauka de
dede na mujh ko tu Saaki,
Ab tere pairon mein kaatnge yaara
jitni bhi zindagi hai baaki
Jaani ke andar jo Jaani Awaara tha
Jaani who khud hi Jala aa gaya
