Maya Hai Sab Maya Hai Lyrics | Sitam | Udit Narayan

Maya Hai Sab Maya Hai Lyrics | Sitam | Udit Narayan

Maya hai sab maya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Maine suna farhad miya ka kissa bhi
Sab ek se hain ye majnu bhi aur ranjha bhi
Ha maine suna farhad miya ka kissa bhi
Sab ek se hain ye majnu bhi aur ranjha bhi
Par koyi na aashiq mujhsa ab tak aaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Ha mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam
Sab kuch tu hai meri khushi aur mere gam
Ha mera jeevan tujhse shuru tujhpe hi khatam
Sab kuch tu hai meri khushi aur mere gam
Bas naam tera hi dil pe maine likhwaaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain
Ishq mein humne jo khoya hai jo paaya hai
Teri kasam jaan mere liye sab maya hain
Tere ishq mein humne jo khoya jo paaya hai
Maya hai sab maya hai
Teri aakhein jaanam maya hain
Teri baatein jaanam maya hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *