Mausam Ye Kyun Badal Gaya Lyrics | Sonali Cable | Kshitij Tarey | Raghav Sachar

Mausam yeh kyu badal gaya sine se kuch nikal gaya
Apna koi mujhe chod ke gaya chala gaya

(Lakire ro padi haton me kahi
Dil hai dukha baton baton me kahi) – 2
Kyun nindden lage ab kanch si
Sapne sabhi athara gaye..
Kyun chalte huve hum apane hi saye se takara gaye
Socha tha kya kya ho gaya
Mausam yeh kyu badal gaya sine se kuch nikal gaya

Dil me tere kahin kharidun ye zamin
Kharchu me abhi jo sapne hai sabhi
Vo armaano ka hai chotasa ghar aaja o tum mere hum safar
Me tumhare hi saath umar bhar chaha tha ye mene to parr
Do lamahon me sab khatam ho gaya
Mausam yeh kyu badal gaya sine se kuch nikal gaya
Apna koi mujhe chod ke gaya chala gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *