Mausam Suhana Bhigha Bahana Song Lyrics from the movie/album Mehek Teri released in the year 2016 starring Vikas Bhalla. The song Mausam Suhana Bhigha Bahana was sung by Vikas Bhalla. The music was given by Sandeep Surya. The lyrics were Penned by Vikram Choudhary. The music rights for song purely belongs to Unisys Infosolutions

Mausam Suhana Bhigha Bahana Lyrics

Mausam Suhana Bhigha Bahana
Aise Samaa Mein
Jhoome Saara Zamana
Bhigi Woh Zulfein Behki Adaaye
Tere Hi Dum Se
Huye Paagal Deewana
Aise Hi Mausam Mein
Dil Jhuma Jhuma Jaaye Re
Pehla Nasha Pyaar
Ka Pehli Adaa Yaar Ki
Kabhi Na Bhuluga
Baatein Yaar Ki
Pehla Nasha Pyaar
Ka Pehli Adaa Yaar Ki
Kabhi Na Bhuluga
Baatein Yaar Ki

Din Raat Aise Kyun
Beete Na Jaana Ye
Khwaabo Ki Tasveer
Dekhi Hai Jaana Yehe
Din Raat Aise Kyun
Beete Na Jaana Ye
Khwaabo Ki Tasveer
Dekhi Hai Jaana Yehe
Kaisi Bhulu Main
Meethi Si Baatein
Woh Teri Yaadein
Woh Mulakaate
Tere Bina Kyun Din
Ye Suna Suna Laage Re
Meri Hai Yeh Aashiqui
Dekhi Na Tumne Kabhi
Na Chhod Kar Jaana
Mujhko Tu Kahin
Pehla Nasha Pyaar
Ka Pehli Adaa Yaar Ki
Kabhi Na Bhuluga
Baatein Yaar Ki

Zulfon Ka Ye Hai
Tarana Suahana Re
Main Bheeg Jaaun
Mujhe Na Bachana Re
Zulfon Ka Ye Hai
Tarana Suahana Re
Main Bheeg Jaaun
Mujhe Na Bachana Re
Ab Na Chalega Koi Bahana
Dil Ye Huaa Hai Mera
Paagal Deewana
Tere Hi Gham Se Ye
Dil Duba Duba Jaaye Re
Tere Mujhe Hai Yakeen
Jaayegi Tu Na Kahin
Mere Jahaan Ke Liye
Tu Hi Hai Bani
Pehla Nasha Pyaar
Ka Pehli Adaa Yaar Ki
Kabhi Na Bhuluga
Baatein Yaar Ki
Pehla Nasha Pyaar
Ka Pehli Adaa Yaar Ki
Kabhi Na Bhuluga
Baatein Yaar Ki.

Share your thoughts

Dulhe ka sehra suhana lagta hai, Woh tera kehna ki main | dhadkan | school love story | manan bhardwaj | bluestone presents, Shadi ka rasam, Ujala upadhyay bhojpuri vivah geet, Biha bedi prakash jal & sangita new sambalpuri video 2018, Ghazal enterprises official, Pranjal dahiya songs, Haryana, Biha bedi prakash jal & sangita, Shadi ka ganna, Bhojpuri gannna, Ghazal enterprises, 52 gaj ka daman dance, Prakash jal & sangita, 52 gaj pranjal dahiya, Mona singh vivaah geet