Mausam Ne Badal Se Kya Kaho Song Lyrics from the movie/album Veergati. The song Mausam Ne Badal Se Kya Kaho was sung by Bela Sulakhe, Kumar Sanu. The music was given by Aadesh Shrivastava. The lyrics were Penned by Indeevar

Mausam Ne Badal Se Kya Kaho Lyrics

(Mausam Ne Badal Se Kya Kaho
Aankho Ne Kajal Se Kya Kaha) – (2)
Chupkar Meri Nazar Se
Jao Kahi Bhi Yaar
Jitna Chupoge Mujhse
Utna Badhega Pyar
Mausam Ne Badal Se Kya Kaha
Aankho Ne Kajal Se Kya Kaha

(Wado Ki Wadiyo Ne
Hamko Hamse Milaya) – (2)
Najro Ke Najaro Ne
Chahat Ka Gul Khilaya
Geeto Ne Sazo Se Kya Kaha
Nindo Ne Rago Se Kya Kaha
Chupke Meri Nazar Se
Jao Kahi Bhi Aap
Jitna Chupoge Mujhse
Utna Badhega Pyar
Mausam Ne Badal Se Kya Kaha
Aankho Ne Kajal Se Kya Kaha

(Dharti Ko Chumti Hai
Ambar Ki Bekarari) – (2)
Inki Ada Me Ab Hai
Shamil Ada Hamari
Lahro Ne Sahil Se Kya Kaha
Raaho Ne Manzil Se Kya Kaha
Mausam Ne Badal Se Kya Kaha
Aankho Ne Kajal Se Kya Kaha
Chupkar Meri Nazar Se
Jao Kahi Bhi Yaar
Jitna Chhupoge Mujhse
Utna Badhega Pyar
Mausam Ne Badal Se Kya Kaha
Aankho Ne Kajal Se Kya Kaha

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Bela sulakhe songs, Tere mere beech mein lyrics, Sulakhe, Lyrics, Meri kismat me tu nahi sayad, Kulbhushan kharbanda, Sampada goswami ke gane, Umariya, Tere mere beech mein kaisa hai bandhan sampada goswami, Sampada goswami live, Sampada goswami singer, Tere mere beech mein kaisa hai bandhan karaoke, Sampada goswami all song, Latest, Meri kismat, Tere mere beech mein kaisa hai bandhan, Meri kismat me, Bhusan dua songs, Meri kismat me tu, Sampada goswami