Mausam Hai Jawan
Nur Me Dube Hai Najare
Aise Me Ghadi Kate Hai
Kisi Dil Ke Sahare
Mausam Hai Jawan
(Ye Fulo Ki Wadi
Baharo Ka Jaha Hai) – (2)
Hasta Hua Gata Hua
Rangin Shama Hai
Tum Dur Ho Fir Bhi
Dil Hai Paas Tumhare
Mausam Hai Jawan
Nur Me Dube Hai Najare
Aise Me Ghadi Kate Hai
Kisi Dil Ke Sahare
Mausam Hai Jawan
(Ye Phul Ki Maujo Ke
Machalne Ka Najara) – (2)
Ye Dur Se Takta Hua
Khamosh Kinara
Jaise Kali Dono Ki
Tasvir Utare
Mausam Hai Jawan
Nur Me Dube Hai Najare
Aise Me Ghadi Kate Hai
Kisi Dil Ke Sahare
Mausam Hai Jawan
Mausam Hai Jawan Song Lyrics from the movie/album Tower House (1962). The song Mausam Hai Jawan was sung by Asha Bhosle. The music was given by Ravi Shankar Sharma. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts