Maula Maulaa Lyrics | The Attacks Of 26-11 | Rooshin Dalal, Sukhwinder Singh | Rooshin Dalal

Jatatavee gala jjala pravaha pavitha sthale
Gale avalabhya lambithaam bhujanga thunga malikaam
Dama ddama dama ddama ninnadava damarvayam
Chakara chanda thandavam thanothu na shiva shivam

Pal pal mein chal chal hai
Naina bhi jal jal hai
Rom rom mein dwesh dwesh hai
Satya hi hal hal hai
Ram ram bas shant shant hai
Dair dairav hi bhrasht bhrasht hai
Insaan har raakh raakh hai
Satya hi hal hal hai
Maula maula deva deva – 2
Maula maula deva deva deva

Jata kataha sambhramabrama nillimpa nirjari
Vilola veechi vallari viraja mana moordhani
Dhaga dhaga daga jjwala lalata patta pavake
Kishora chandra shekare rathi prathi kshanam mama

Satta ke daav-pench mein insaan yahaan trast trast hai
Mod mod har dhuaan dhuaan hai
Satya hi hal hal hai
Insaaf bhi qaid qaid hai, zindagi yahaan bebas hai
Satya pe grahan hai
Ab satya hi hal hal hai
Maula maula deva deva – 2
Maula maula deva deva deva
Maula maula deva deva – 2
Maula maula deva deva deva
Ab satya hi hal hal hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *