Bebas o majbur hu
Ranj o gham se chur hu
Besabab aur bewajah yaar se kyun dur hu
Maula yaar se kyun dur hu
Mere maula mera maula
Mere maula mere maula mere maula
Maula tu bata kyun hai bhala mujhse meri kismar khafa
Na karar hai na sukun hai
Kaisa ishq ka ye junun hai
Maula mere maula mere maula
Mai bhatakta phirta hu darbadar
Mujhe na rahi khud ki khabar
Mai bhatakta phirta hu darbadar
Mujhe na rahi khud ki khabar
Barsa de ab abre karam
Barsa de ab abre karam
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Ghum-e-ishq ka maara hu mai
Shab-e-hijr se haara hu mai
Ghum-e-ishq ka maara hu mai
Shab-e-hijr se haara hu mai
Maula puri kar meri mannate
Hai tabah dil ki jannate
Mai bhatakta phirta hu darbadar
Mujhe na rahi khud ki khabar
Kaise hai ye ranj-o-alam
Kaise hai ye ranj-o-alam
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Mujhe yaar ka didar de yaa jeete ji mujhe maar de
Mujhe yaar ka didar de yaa jeete ji mujhe maar de
Mere dil ki hai yahi ilteja
Maula sun bhi le meri dua
Mai bhatakta phirta hu darbadar
Mujhe na rahi khud ki khabar
Meri aaho ka rakhle bharam
Meri aaho ka rakhle bharam
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
Maula kar rahem
| Movie | Dhara 302 |
| Singer | Javed Ali |
| Director | Jitendra Singh Naruka |
| Music Composer | Sahil Multy Khan |
| Lyricist | Sahil Fatehpuri |
| Star Cast | Rufy Khan, Dipti D, Gulshan Pandey, Vicky Pandit, Gagan Pradeep, Pramod Veshanv, Rohit Tada, Pradeep Kabra, Prasad Saraswat |

