Maula-e-Kull Lyrics  | Coke Studio Pakistan – Season 9 | Qurat-ul-Ain Balouch, Junaid Khan | Abida Parveen | Shani Arshad

Maula-e-Kull Lyrics | Coke Studio Pakistan – Season 9 | Qurat-ul-Ain Balouch, Junaid Khan | Abida Parveen | Shani Arshad

Maula, maula
Mere maula,
Maula re,

Maula, mere maula
Maula re
Maula, maula, maula.

Maula e kull
Maula e kul
Maula-e kul karde ga tu jo ik nazar
Karde ga tu jo ik nazar
Saare gunaah jayenge ge dhul
Maula-e kull
Maula-e kull.

Main bekhabar tu bakhabar
Main bekhabar tu bakhabar
Jalwa tera noor-e sahar
Jalwa tera noor-e sahar
Jalwa tera noor-e sahar

Karde ga tu jo ik nazar
Karde ga tu jo ik nazar,
Band raaste jayenge ge khul
Maula e kul
Maula e kul.

Berang mein har rang tu
Berang mein har rang tu
Teri mujhe hai just-o-ju

Berang mein har rang tu
Berang mein har rang tu
Teri mujhe hai just-o-ju

Karde ga tu jo ik nazar
Karde ga tu jo ik nazar
Rang ishq ke jayenge ghul
Maula-e kull
Maula-e kull.

Haidari-am qalandar-am mastam
Haidari-am qalandar-am mastam,
Banda-e murtaza ali hastam,

Haidari-am qalandar-am mastam
Haidari-am qalandar-am mastam,
Banda-e murtaza ali hastam
Haidari-am qalandar-am mastam.

Ek hi sooratiya ki
Ek hi sooratiya ki do hain mooratiya
Ek muhammad ek ‘ali
Ali

Haidariam qalandaram mastam
Haidariam qalandaram mastam
Banda-e murtaza ali hastam
Haidariam qalandaram mastam.

Bedam yahi to paanch hain
Bedam yahi to paanch hain maqsood-i kaainaat
Bedam yahi to paanch hain maqsood-i kaainaat
Khair un-nisa husain o hasan mustafa ‘ali
Khair un-nisa,

Ya saiyidah ya saiyidah ya saiyidah
Khair un-nisa husain o hasan mustafa ‘ali
Haidariam qalandaram mastam
Haidariam qalandaram mastam
Banda-e murtaza ‘ali hastam
Haidariam qalandaram mastam.

Az mai-e ishq-i shaah sar-mastam
Banda-e murtaza ali hastam
Man bah ghair az ali na-daanistam
Ali allah az azal guftam
Haidari-am qalandar-am mast-am
Haidari-am qalandar-am mast-am
Banda-i murtaza ali hastam
Haidari-am qalandar-am mast-am.

Maula maula-e kul
Maula maula maula-e-kull

Maula ‘ali maula
‘ali ‘ali ‘ali ‘ali ‘ali
Ali, ali, ali, ali, ali..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *