Maula Ajab Teri Karni Maula Lyrics | Striker | Swanand Kirkire | Swanand Kirkire

Maula Ajab Teri Karni Maula Lyrics | Striker | Swanand Kirkire | Swanand Kirkire

Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab meri bharni maula
Ajab teri karni maula
Waqt ki lai pe dekho jhule
Jhule jivan hi dola
Waqt ki lai pe dekho jhule
Jhule jivan hi dola

Shehar akela hai
Lakh hai galiyan
Manzil to dikhti
Raah na miliyan
Shehar akela hai
Lakh hai galiyan
Manzil to dikhti
Raah na miliyan
Dhoop ka chaon ka jaal pasara hai
Khwab ko seecha tune
Aas ko mara hai
Gum ko khushi ko ek kaate pe na tola
Maula maula maula maula maula maula maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab meri bharni maula

Sanso ka rela chalta hi jaye
Dil ye dhadkhne se baaz na aaye
Sanso ka rela chalta hi jaye
Dil ye dhadkhne se baaz na aaye
Mann ke chand pe badri khayalo ki
Nange zehan pe hai barkha sawalo ki
Kal ka woh tala tune kal hi kyun na khola
Maula maula maula maula maula maula maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab meri bharni maula

Waqt ki lai pe dekho jhule
Jhule jivan hi dola
Waqt ki lai pe dekho jhule
Jhule jivan hi dola
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab meri bharni maula
Ajab tera khela maula
Ajab tera mera maula
Ajab ye jhamela maula
Ajab tera dhanda maula
Ajab mein bhi banda maula
Ajab teri karni maula
Ajab teri karni maula
Ajab meri bharni maula
Waqt ki lai pe dekho
Jhule jhule jivan hi dola
Waqt ki lai pe dekho jhule
Jhule jivan hi dola

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *