Mata Pita Se Bichhada Main Hun
Bin Dali Ka Phul
Jisko Sab Thukra Kar Chalte
Main Wo Rah Ki Dhul
Amin Wo Rah Ki Dhul
Kaha Dhundu Kaha Jau
Bolo Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Kaha Dhundu Kaha Jau
Boli Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Itani Bhi Bano Na Tum Kathor
Dekho Tanik Meri Ore
Itani Bhi Bano Na Tum Kathor
Dekho Tanik Meri Ore
Dekho Tanik Meri Ore
Aise Hi Rote Tum Bhi Jo Hote
Mata Pita Se Bichhadi Santaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Kaha Dhundu Kaha Jau
Boli Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Dukh Me Jo Aaoge Na Kaam
Tumko Karunga Badnaam
Dukh Me Jo Aaoge Na Kaam
Tumko Karunga Badnaam
Tumko Karunga Badnaam
Cup Naa Rahuna
Sabse Kahunga
Jhuthe Tum Jhuthi Hain
Tumhari Sari Shan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Kaha Dhundu Kaha Jau
Boli Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Bahati Hain Jo Ansuo Ki Dhaar
Kahti Hain Tumse Pukaar
Bahati Hain Jo Ansuo Ki Dhaar
Kahti Hain Tumse Pukaar
Kahti Hain Tumse Pukaar
Paalanhaare Sable Sahare
Bigadi Banao Ya To
Le Lo Meri Jaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Kaha Dhundu Kaha Jau
Boli Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Mere Bhagwaan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Main Hu Chhota Bada Ye Jahan
Bhagwaan Bhagwaan
Mata Pita Se Bichhda Hu Mai Song Lyrics from the movie/album Jahan Sati Wahan Bhagwan released in the year 2018 starring Prithviraj Kapoor, Anita Guha. The song Mata Pita Se Bichhda Hu Mai was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Satish Kumar. The music was given by Lala Sattar. The lyrics were Penned by B D Mishra
Share your thoughts