Mata Gau Hamaari Song Lyrics from the movie/album Gopal Krishna released in the year 2016 starring Ram Marathe, Shanta Apte. The song Mata Gau Hamaari was sung by Shantanu Hudlikar. This movie/album was directed by Vishnupant Govind Damle, Sheikh Fattelal. The music was given by Master Krishnarao. The lyrics were Penned by Pandit Anuj. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mata Gau Hamaari Lyrics

Maata Gau Hamaari
Maata Gau Hamaari
Praano Se Tu Hai Pyaari
Koi Nahi Jagat Mein
Tujhasa Paropakaari

Gokul Ke Naranaari
Gokul Ke Naranaari
Tere Bane Pujaari
Tere Bane Pujaari

Braj Kul Ki Tu Hai Shobha
Jeevan Ka Hai Sahaaraa
Balawaan Hai Banaati Dekar
Sudha Ki Dhara
Dadhi Ki Dhara Bahati Jag Mein
Dadhi Ki Dhara Bahati Jag Mein
Lakho Yahaan Wahaan
Akho Yahaan Wahaan
Dadhi Ki Mathaani
Ghum Ghum Ghume
Dadhi Ki Mathaani
Ghum Ghum Ghume
Shish Jhukaawe
Sab Gun Gaawe
Shish Jhukaawe
Sab Gun Gaawe
Murti Mamataa Ki

Maan Hai Tu Hi
Jay Jag Janani Sakat Harani
Sukhi Hame Banaa Tu
Sukhi Hame Banaa Tu

Tune Mathura
Dudh Se Nahalaai
Tune Mathura
Dudh Se Nahalaai
Chalo Chalo Mat Der Karo
Chalo Chalo Mat Der Karo.

Share your thoughts

Master krishnarao, Gopal krishna 1938, Gopal krishna, Shanta apte, Music director: master krishnarao, Ram marathe, Master parshuram, Master krishnarav, Film cast: ram marathe, Maata gau hamari praanon, Sl srivastava lyrics, Shanta apte songs, Shanta apte., Mata gau hamaari praanon, Gokul ke veer japo krishna naam ki maala, Mata gau hamari pranon se, Pandit anuj lyrics, Jagan speech after win in 2019 elections, Kishan pe jaaun waari waari, Kaanha sab ko mohe mangal roop