Mar Jaaye Lyrics | LoveShhuda | Atif Aslam | Mithoon

Mar Jaaye Lyrics | LoveShhuda | Atif Aslam | Mithoon

Har lamha dekhne ko tujhe intezar karna
Tujhe yaad karke aksar raato me roz jagna
Badla hua hai kuch toh dil in dino apna

Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Kaash woh pal paida hi na ho
Jis pal mein nazar tu na aaye
Agar kahi aisa pal ho to is pal me mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye

Tujhse juda hone ka tassavur
Ek gunaah sa lagta hai
Jab aata hai bheed mein aksar
Mujhko tanha karta hai
Khwaab me bhi jo dekhle ye
Raat ki neend ud jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye

Aksar mere har ek pal me
Kyu ye sawal sa rehta hai
Tujhse mera taaluk hai ye kaisa
Aakhir kaisa rishta hai
Tujhko na jis din hum dekhe
Wo din kyu guzar hi na paaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye
Mar jaaye mar jaaye
Mar jaaye ho mar jaaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *