Manwa phir kaahe tadpaye – 2
Bhul gayi thi jo bal khake – 2
Chandni raate pyar ki bate – 2
Ab kyu rah rah kar haye
Man ko unki yad sataye
Manwa phir kahe tadpaye
Jag uthe kyu nind ke mare
Kahe re sapne rishte nate
Chod dukhi ki diwane ho – 2
Kahe yad na aaye
Manwa kahe dil dhadkaye
(Yaad kisi ki dil me aayi
Naynan me phir jhadi lagayi) – (2)
Man ka panchi man me hai – 2
Bhule rag sunaye
Manwa bhule rag sunaye
Manwa phir kaahe tadpaye

