Mann Kee Bat Batau Lyrics  | Dharti Mata | K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey | Kundan Lal Saigal, Uma Shashi | Pankaj Mullick

Mann Kee Bat Batau Lyrics | Dharti Mata | K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey | Kundan Lal Saigal, Uma Shashi | Pankaj Mullick

Mann ki baat batau,
Main mann ki baat batau
Kya kya bat uthat mann more
Kya kya bat uthat mann more
Sab kah kar samajhau,
Main man ki baat batau

Phool banu phool banu
Phoolan ang mahku
Bansi banakar gaun
Param punit prabhat banu
Main jagu aur jagau
Nipat suhanee dhup banu
Main jagu aur jagau
Main mann ki baat batau

Jag banu aakash
Sajau tare roj jalau
Lahar banu pal pal laharau
Badal ban jag chhaun
Lahar banu pal pal laharau
Badal ban jag chhaun
Tu badal kaa rup bane
Main chatak rup dhar aau
Tu badal kaa rup bane
Main chatak rup dhar aau
Sukha pyasa khet banu main
Sukha pyasa khet banu main
Pal pal tujhe bulau
Main man ki baat batau
Main man ki baat batau

Mitha geet banu jharane kaa
Neet neet sunat suhau
Mitha geet banu jharane kaa
Neet neet sunat suhau
Aasha kaa sapna banakar
Aasha kaa sapna banakar
Man tute jod dikhau
Main man ki baat batau
Main man ki baat batau.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *