Mann Kasturi Lyrics | Masaan | Rahul Ram, Himanshu Joshi, Amit Kilam | Indian Ocean

Mann Kasturi Lyrics | Masaan | Rahul Ram, Himanshu Joshi, Amit Kilam | Indian Ocean

Aant na paaya meetha paani
Aant na paaya meetha paani
Aur chhaur ki doori re

Mann kasturi re
Jag dasturi re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re

Khoje apni gandh na paave
Chaadar ka pai-bandh na paave
Khoje apni gandh na paave
Chaadar ka pai-bandh na paave
Bikhre bikhre chhandh sa tehle
Dohon mein ye bandh na paave

Naache hoke firki lattu o
Naache hoke firki lattu
Khoje apni dhuri re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re

Ho umar ki ginti haath na aai
Purkhon ne ye baat bataai
Ulta karke dekh sake to
Ambar bhi hai gehri khaai
Rekhaaon ke paar nazar ko
Jisne fenka andhe mann se
Satrangi bazaar ka khola
Darwaza bin zor jatan ke

Phir toh jhooma bawla hoke
Phir toh jhooma bawla hoke
Sar pe daal phituri re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re
Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na poori re

Mann kasturi re
Jag dasturi re
Baat hui na
Baat hui na
Baat hui na poori re
Paaya meetha paani
Baat hui na poori re

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *