Mandir Ki Murat Song Lyrics from the movie/album Abodh released in the year 2016 starring Madhuri Dixit, Tapas Paul. The song Mandir Ki Murat was sung by Hemlata (Lata Bhatt), Suresh Wadkar. This movie/album was directed by Hiren Nag. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Mandir Ki Murat Lyrics

Mandir Ki Murati Si Baithi,
Oo Ho Mandir Ki Murati Si Baithi
Hale Na Dole Kuch Bhi Na Bole
Oo Ho Hum Dil Deke Fas Gaye
Mandir Ki Murati Si Baithi,

Kya Use Bhaye Kya Na Bhaye,
Hum To Kuch Bhi Samjh Nahi Paye
Ho Kitne Jatan Kiye Hasne Hasane Ke,
Usko Manane Ke, Pas Bulane Ke,
Hum Hai Pinjare Mein Jaise Panchhi
Oo Ho, Hum Hai Pinjare Mein Jaise Panchhi
Chahke Na Gaye Yaha Jabse Aaye
Oo Ho Udne Ko Taras Gaye
Hum Hai Pinjare Mein Jaise Panchhi

Bahati Huyi Ho Nadiya Ki Dhara,
Gao Ko Le Ja Sandesha Hamara
Mahaki Hawa Jane Kidar Se Aayi Hai,
Konse Phulo Ki Khushboo Churayi Hai
Chanchal Hawa Hai Tere Jaisi, Oo
Ho, Chanchal Hawa Hai Tere Jaisi
Rokati Na Roke Ye Hawa Ke Jhoke
Teri Khusabu Mein Bas Gaye,
Chanchal Hawa Hai Tere Jaisi

Jate Huye Jo In Naino Ko Bhaye
Dekho Lage Hai Darane,
Unhi Baham Ke Saye
Darne Ki Kya Bat Hai Gori,
Le Tu Tham Le Bahiya Mori
Maan Ki Bato Ko Bin Kahe Jane Re
Mit Wahi Hai Jo Maan Pahchane Re
Main Hoon Tera, Tu Hai Meri, Oo Ho
Main Hoon Tera,
Tu Hai Meri, Bole Na Bole
Hum Bhi Nahi Bole,
Ek Bandan Mein Kas Gaye
Main Hoon Tera, Tu Hai Meri
Main Hoon Tera, Tu Hai Meri.

Share your thoughts

Madhuri dixit, Madhuri dixit songs, Ravindra jain, Suresh wadkar, Hemlata, Lyrics, Tapas pal, Ravindra, Mandir ki murti si baithi video song, Mandir ki murti si baithi, Abodh songs, Madhuri, Abodh movie songs, Dixit, Abodh movie, Abodh movie all songs, Abodh, Chandra bhaal shobhitam video song, Chandra bhaal shobhitam, Tarasti hain, Bollywood classics, Makarand, Savita, Classics, Old classics, Hindi, Vinod, Shukla, Prasad, Sharma, Rajshri, Annapurna