Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho Song Lyrics from the movie/album Shesh Naag released in the year 2018 starring Shahu Modak, Nirupa Roy. The song Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho was sung by Sudha Malhotra. This movie/album was directed by Chaturbhuj Doshi. The music was given by Avinash Vyas. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho Lyrics

Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho
Meri Maang Ke Sajile Tum Sindur Ho
Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho
Meri Maang Ke Sajile Tum Sindur Ho

Jo Liya Hai Hath Hatho Me Use Na Chhodna
Jo Liya Hai Hath Hatho Me Use Na Chhodna
Milaya Hai Jo Tar To Kabhi Na Todna
Wo Kabhi Na Todna
Mere Madhuban Ke Mohak Mayur Ho
Meri Mang Ke Sajile Tum Sindur Ho

Ho Sukh Suhag Ka Maine Ye Tana Bana Bun Liya
Sukh Suhag Ka Maine Ye Tana Bana Bun Liya
Mere Jiwan Tan Man Ki
Man Hi Man Maine Tumko Chun Liya
Maine Tumko Chun Liya
Man Me Jante
Man Me Jante Ise Bhi Tum Jarur Ho
Meri Mang Ke Sajile Tum Sindur Ho

Mere Devta Mere Devta
Mere Devta Dukh Sukh Ke Mai Tumko Niharti
Teri Sawri Surat Ko Naino Me Utarti
Naino Me Utarti
Meri Aarti Ke
Meri Aarti Ke Thali Ke Kapoor Ho
Meri Maang Ke Sajile Tum Sindur Ho
Man Ke Paas Aake Tan Se Kyu Dur Ho
Meri Maang Ke Sajile Tum Sindur Ho

Share your thoughts

Radha krishna, Pyaas, Pyaas song, Pyaas diljit, Owais raza qadri naats ramzan, Owais raza qadri new ramzan naats, Radha soami shabad, Radha soami satsang, Shesh, Radha soami, Sudha, Urdu naats 2019, Anuradha paudwal shiv bhajans, Sunandha sharma movie songs, Ramanandsagarshrikrishna, Shreekrishnaradha, Maiyya main nihaal ho gaya, Radhekrishna, Radheykrishna, Mahashivaratri, Maha shivaratri, Shivratri bhajan, Shiv gora ke bhajan, Darshan diya ho mujhe