Man Ke Darpan Me Chehra Song Lyrics from the movie/album Ram Nagari released in the year 2018 starring Amol Palekar, Suhasini. The song Man Ke Darpan Me Chehra was sung by Hariharan, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Kantilal Rathod. The music was given by Jaidev. The lyrics were Penned by Naqsh Lyallpuri

Man Ke Darpan Me Chehra Lyrics

Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
In Nigaaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Meri Baaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
Man Ke Darpan

Maine Manga Tha Gul Gulsita Mil Gaya
Maine Manga
Maine Manga Tha Gul Gulsita Mil Gaya
Ek Jarre Ko Sara Jaha Mil Gaya
Aapse Mil Ke Mujhko Sabhi Kuch Mila
Aapse Mil Ke Mujhko Sabhi Kuch Mila
Meri Chaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Meri Baaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
Man Ke Darpan

Kho Gayi Hai Ujaalo Me Meri Najar
Kho Gayi
Kho Gayi Hai Ujaalo Me Meri Najar
Aa Gayi Pyar Ki Muskaati Saher
Har Kadam Par Baharo Ki Manjil Mili
Har Kadam Par Baharo Ki Manjil Mili
Meri Raaho Ki Ab Aur Kya Chahiye
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Aapne Badhke Mujhko Sahara Diya
Meri Baaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka
In Nigaaho Ko Ab Aur Kya Chahiye
Man Ke Darpan Me Chehra Khila Aapka

Share your thoughts

Anuradha paudwal, T-series bhakti sagar, Anuradha paudwal songs, Hariharan ramnagri man ke darpan men chehra, Anuradha paudwal bhajan, Anuradha paudwal top bhajans, Anuradha paudwal shiv bhajans, Man leke aaya mata rani ke bhawan mein anuradha paudwal, Hariharan, Ganga amritwani anuradha, Mi dolkara daryacha raja lyrics, Lyrics of mi dolkara daryacha raja, Mi dolkar dolkar daryacha raja original song lyrics, Bhajans anuradha, Ramanand sagar ramayan, Tseries bhakti sagar