Man Baat Na Meri Maane Lyrics | Rangeen Kahani | Amirbai Karnataki | Firoz Nizami

Man Baat Na Meri Maane Lyrics | Rangeen Kahani | Amirbai Karnataki | Firoz Nizami

Maan bat na meri mane man bat na meri mane
Na mane main to thak gayi samjhake
Mane bat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake

Man kahe karo manmani main kahu na kar nadani
Pardesi pardesi preet na jane
Na jane main to thak gayi samjhake
Mane bat na meri mane man bat na meri mane
Na mane main to thak gayi samjhake

Man kahe karu main preet me kahu na gaye geet
Mat dekhe mat dekhe sapne suhane
Na mane main to thak gayi samjhake
Mane bat na meri mane man bat na meri mane
Na mane main to thak gayi samjhake

Dukh dard se hu aazad mat kar tu mujhe barbad
Kyu chala hai kyu chala hai aag lagane na mane
Main to thak gayi samjhake
Mane bat na meri mane
Man bat na meri mane na mane
Main to thak gayi samjhake

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *