Maiya Tumhare Bina Maiya Tumhare Bina
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Bichhd Gaye Aankho Se Aankho Ke Tare
Maiya Tumhare Bina Maiya Tumhare Bina
Tune Dudh Pilakar Pala Teri God Me Phule
Teri Mamta Ke Aanchal Me Kaliyo Se Hum Jhule
Chhoti Si Kaya Me Pran Hai Tumhare
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Maiya Tumhare Bina Maiya Tumhare Bina
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Bichhd Gaye Aankho Se Aankho Ke Tare
Maiya Tumhare Bina
Dur Base Hai Ji Ke Tukde Haye Bikhre Maiya
Bin Bachhve Ke Tadap Rahi Hai Ye Dukhyari Gaiya
Jalte Hai Aanchal Me Aaj Angare
Bichhd Gaye Aankho Se Aankho Ke Tare
Maiya Tumhare Bina
Koi Na Jane Komal Aahe Ambar Se Takrati Hai
Rajmahalo Ki Diware Bhi Fijali Fijali Jati Hai
Aao Maiya Aao Maiya
Aao Maiya Rom Rom Tumko Pukare
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Maiya Tumhare Bina
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare
Bichhd Gaye Aankho Se Aankho Ke Tare
Maiya Tumhare Bina Maiya Tumhare Bina
Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare Song Lyrics from the movie/album Rajrani Damyanti released in the year 2018. The song Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare was sung by Mahesh Kumar, Sulochana Kadam. The music was given by Avinash Vyas. The lyrics were Penned by Neelkanth Tiwari
Share your thoughts