Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics  | Risknamaa | Garima Agarwal, Anupama | Altamash Faridi, Mohammad Irfan | Ashish Donald, Dushant

Maine Pyar Kyun Kiya Lyrics | Risknamaa | Garima Agarwal, Anupama | Altamash Faridi, Mohammad Irfan | Ashish Donald, Dushant

Dard bana har libash mera
Ab gham ko odh ke sota hoon

Dard bana har libash mera
Ab gham ko odh ke sota hoon
Maayusiyon ke bistar pe
Khamosh hoke rota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Bechainiyon ke baago mein woh
Rahat ki kaliyan bun deti
Ishq ki nakaami ko ab main
Sir pe leke dhoota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

Waqt mere hathon mein aake
Kyun aise hi fisal gaya
Hmm waqt mere hathon mein aake
Kyun aise hi fisal gaya
Karke wada umra bhar ka
Kyun ab jaan badal gaya
Andhero se shikva nahi
Roshani se naraz ab rehta hoon
Sochta hoon sadaa
Maine pyar kyun kiya
Aitbaar kyun kiya
Maine pyar kyun kiya.

Movie Risknamaa
Singer Altamash Faridi, Mohammad Irfan, Rani Hazarika
Director Aarun Nagar
Music Composer Ashish Donald, Dushant
Lyricist Sanjit Nirmal Gurjar
Star Cast Garima Agarwal, Anupama, Parveen Bansala
Label Kirti Motion Pictures

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *