Maine Pyaar Kyo kiya Lyrics  | Risknamaa | Sachin Khari | Mohammad Irfan Ali | Dushant

Maine Pyaar Kyo kiya Lyrics | Risknamaa | Sachin Khari | Mohammad Irfan Ali | Dushant

Dard bana har livash mera
Ab ghum ko odh ke sota hoon

Maayusiyon ke bistar pe
Khamosh hoke rota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

5-6-7-Go!

Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Mere sisakne ki sadayein
Kaash hawa ye sun leti
Bechainiyon ke baago mein mere
Raat ki kaliyan bun deti

Ishq ki nakaami ko ab main
Sir pe leke dhoota hoon
Sochta hoon sada
Maine pyaar kyun kiya?
Aitbaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?
Maine pyaar kyun kiya?

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *