Ho Maine Kaha
Kya Ho Suno Jara
Kyu
Maine Kaha Suno Jara
Aankho Ne Tumko Pyar Kiya
Jaane Accha Kiya Ya Bura Kiya Ho
Suno Saiyaa
Bolo Chhodo Baiya
Aaye Haa
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Humne Tera Aetbaar Kiya
Jaane Accha Kiya Ya Bura Kiya Ho
Maine Kaha O Suno Jara
Ye Kahani Hai Meri
Tum Ko Kyu Hum Sunaaye
Ye Kahani Hai Meri
Tum Ko Kyu Hum Sunaaye
Ho Chup Bhi Tum Rah Gaye To
Kah Denhi Ye Nigaahe
Ho Chup Bhi Tum Rah Gaye To
Kah Denhi Ye Nigaahe
Nahi Gawara Sath Tumhara Tum Se Hum Khafa
Maine Kaha Suno Jara
Aankho Ne Tumko Pyar Kiya
Jaane Accha Kiya Ya Bura Kiya Ho
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Bekhabar Yun Bano Na
Chhin Ke Dil Humara
Bekhabar Yun Bano Na
Chhin Ke Dil Humara
Aa Pyaar Me Jo Bhi Duba
Na Mila Use Kinara
Aa Pyaar Me Jo Bhi Duba
Na Mila Use Kinara
Chhod Bahane Dil Nahi Maane Paas Jara To Aa
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Humne Tera Aetbaar Kiya
Jaane Accha Kiya Ya Bura Kiya Ho
Maine Kaha
Kya Suno Jara
Aankho Ne Tumko Pyar Kiya
Jaane Accha Kiya Ya Bura Kiya
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Maine Kaha
Kya Suno Jara
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Maine Kaha
Kya Suno Jara
Suno Saiyaa Chhodo Baiya
Maine Kaha Suno Song Lyrics from the movie/album Gypsy Girl released in the year 2018. The song Maine Kaha Suno was sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. The music was given by Sardul Kwatra. The lyrics were Penned by Sardul Kwatra
Share your thoughts