Maine Daba Li Thi Song Lyrics from the movie/album Tum Mere Ho released in the year 2016 starring Aamir Khan, Juhi Chawla. The song Maine Daba Li Thi was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Tahir Hussain. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Maine Daba Li Thi Lyrics

Main Ne Daba Li Thi
Main Ne Daba Li Thi
Jo Aag Seene Mein
Phir Tu Ne Bharka Di Ke
Main Doobi Paseene Mein
Ab Tu Bhi Sulge To
Maza Aajaey Jeene Mein
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi

Main Ne Daba Li Thi
Jo Aag Seene Mein
Phir Tu Ne Bharka Di Ke
Main Doobi Paseene Mein
Ab Tu Bhi Sulge To
Maza Aajaey Jeene Mein
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi

Ghar Se Nikli Thi Main Tujh Se Milne Ko
Dhalti Shabnam Mein Mehek Ne Khilne Ko
Ghar Se Nikli Thi Main Tujh Se Milne Ko
Dhalti Shabnam Mein Mehek Ne Khilne Ko
Aray Jaag Uthi Tan Mein Jese Koi Juwala
Shabnam Ko Bhi Tu Ne Shola Bana Daala
Shola Yahi Bhardun,
Idhar Aa, Tere Seene Mein
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi

Kab Se Tarpun Re Main Teri Baawariya
Khul Ke Milne De Sanpere Sanwariya
Kab Se Tarpun Re Main Teri Baawariya
Khul Ke Milne De Sanpere Sanwariya
Ab Jo Zeher Main Ne Paala Umar Bhar Se
Chakh Le Zara Tu Bhi
Baanhon Mein Aa Kar Ke
Jeena Zeher Ban Jaey
To Phir Kya Hai Jeene Mein
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi

Main Ne Daba Li Thi
Jo Aag Seene Mein
Phir Tu Ne Bharka Di Ke
Main Doobi Paseene Mein
Ab Tu Bhi Sulge To
Maza Aajaey Jeene Mein
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi
Jalun Main Bhi, Jale Tu Bhi.

Share your thoughts

Milind shrivastav, Anand shrivastav, Anuradha paudwal songs, Anand milind, Anand- milind, Milind, Anand, Juhi chawla (actor), Aamir khan songs, Aamir khan (actor), Nandu tolani, Filmy gaane, Ek ladki ne mera dil cheena, Ramya krishna movies in hindi, Udit narayan (playback singer), Hindi qawwali songs, Hindi romantic songs, David dhawan, Yaari mein kaun kya hai yaar kya jane, Banarasi babu, Raveena tandon, Jaspinder narula, Chabake panwa tune, Tum mere ho hindi song