Maina Kunwari Song Lyrics from the movie/album Police Force: An Inside Story released in the year 2016 starring Akshay Kumar, Raveena Tandon. The song Maina Kunwari was sung by Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod. This movie/album was directed by Moosa Farish. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Saregama

Maina Kunwari Lyrics

Maina Kunwari Meri Maina
Jaayegi Kahan Thenga Dikhake
Maina Kunwari Meri Maina
Jaayegi Kahan Thenga Dikhake
Chaina Churake Mera Chaina
Jaayegi Kahan Aashiq Bana Ke
Maine To Dil Ka Pinjara Banaya
Teri Mohabbat Ko Ismein Bithaya
Naina Ladake Dil Jaani
Jaayegi Kahan Neendein Uddake
Maina Kunwari Meri Maina
Jaayegi Kahan Thenga Dikhake

Tere Labon Pe Phoolo Ki Laali
Tere Labon Pe Phoolo Ki Laali
Tera Badan Hain Champa Ki Daali
Chehere Ki Rangat Kitani Neerali
Dil Tera Kyun Chahat Se Khaali
Dil Tera Kyun Chahat Se Khaali
Kaanta Hoon Main Kaanta
Painron Mein Tere Ghad Jaaungi
Naani Tujhe Yaad Aa Jaayegi
Jo Main Tere Peechhe Pad Jaaungi
Tu Mere Khaabon Ki Kali Hain
Jaayegi Kahan Kaanta Chubhake
Tu Mere Khaabon Ki Kali Hain
Jaayegi Kahan Kaanta Chubhake
Maina Kunwari Meri Maina
Jaayegi Kahan Thenga Dikhake

Ruthi Hain Kyn Meri Baahon Mein Aa Re
Aise Rahengi Kab Tak Kanwari
Aaya Hoon Leke Main Band Baaja
Banke Dulhan Meri Duniya Mein Aaja
Banke Dulhan Meri Duniya Mein Aaja
Dulhein Ka Naam Jaani
Aisa Sabakh Sikha Dungi
Tu Bajayega Band Kyaa
Main To Tera Band Baja Dungi Re
Raani Deewani Mastani
Jaayegi Kahan Dulhan Banake
Raani Deewani Mastani
Jaayegi Kahan Dulhan Banake

Chaina Churake Mera Chaina
Jaayegi Kahan Aashiq Bana Ke
Maine To Dil Ka Pinjara Banaya
Teri Mohabbat Ko Ismein Bithaya
Naina Ladake Dil Jaani
Jaayegi Kahan Neendein Uddake
Maina Kunwari Meri Maina
Jaayegi Kahan Thenga Dikhake.

Share your thoughts

No Keywords