Main Unki Ban Jaaun Re Lyrics  | Hamari Baat | Devika Rani, Suraiya | Parul Ghosh | Anil Krishna Biswas

Main Unki Ban Jaaun Re Lyrics | Hamari Baat | Devika Rani, Suraiya | Parul Ghosh | Anil Krishna Biswas

Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun
Pal chhin unaka
Panth nihaarun
Nainan deep jalaayun
Main nainan dip jalaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Khadi rahi hun main
Piya ke path mein
Aaye wo aaye
Wo chanda ke rath mein
Khadi rahi hoon main
Piya ke path mein
Aaye wo aaye
Wo chanda ke rath mein
Main man hi man
Mand lagaayun
Main man hi man
Mand lagaayun
Door khadi sharamaayun
Main door khadi sharamaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun

Main solah singaar karungi
Aaye ri sakhi
Aaye ri sakhi main
Pee ko kahungi
Main solah singaar karungi
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Bhole man ke aramaanon ki
Jayamaala pahanaayun
Main jayamaala pahanaayun
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun re
Main unki ban jaaun.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *