Main to yahin hoon lekin
Har koi mujhko dhoondhe
Parwaah nahin hai mujhko
Dil chaahe jaan bhi chhute
Khud ko manata rehta
Chaahe ye duniya roothe
Neendon mein ghus ke
Karun sapne barbaad
Jism aur jaan main ab main
Aise utar jaunga
Aaina dekhiye toh
Main hi nazar aaunga
Main to yahin hoon lekin
Har koi mujhko dhoondhe
Neendon mein ghus ke
Karun sapne barbaad
Khud hi udaa kar
Ab pankhon ko katun
Kaale fasane likhun
Kaajal chura ke
Khwahishon ki khaatir maine
Jaal ye bichhaya hai
Kaale andheron mein ab
Mera hi saaya hai
Pankhon ko kaatun pehle
Phir main karun aazaad
Neendon mein ghus ke
Karun sapne barbaad

