Main Toh Hu Sabaka Mera Na Koyi Song Lyrics from the movie/album Hatya released in the year 2018 starring Govinda, Neelam Kothari. This movie/album was directed by Kirti Kumar. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Indeevar

Main Toh Hu Sabaka Mera Na Koyi Lyrics

Pehle Tum Se Pyar Tha Ab Mujhe Pyar Se Pyar
Tum Hi Nahi Meri Bahon Mein Ab Sara Sansar
Ye Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Ye Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Mere Liye Koi Ankh Na Roi

Han Taj Agar Main Banwa Sakta Dil Na Kisi Ne Toda Hota
Meri Hi Mumtaj Ne Mujhko Yun Na Akela Chhod A Hota
Yun Na Akela Chhod A Hota
Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Mere Liye Koi Ankh Na Roi

Bade Bade Ye Mehalo Wale Dil Ke To Chhote Hi Nikle
Han Bahot Chamakane Wale Sikke Parkha To Khote Hi Nikle
Parkha To Khote Hi Nikle
Main To Hu Sabaka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Main To Hu Sabaka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Main To Hu Sabaka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Mere Liye Koi Ankh Na Roi

Upar Wale Ne Bando Se Kaisa Ye Insaf Kiya Hai
Han Rehna Tha Palkon Pe Jinako Kanto Pe Unko Chhoddiya Hai
Kanto Pe Unko Chhoddiya Hai
Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Main To Hu Sabka Mera Na Koi Mere Liye Koi Ankh Na Roi
Mere Liye Koi Ankh Na Roi

Share your thoughts

Bappi lahiri, Main to hu sabka mera na koi hatya song, Doolari hamar maiya sabka sunari, Ahira ke laika thok dihi, Jitendra hatya kand, Shiv lehri ke darbar me sabka khata hai, Hatya, Main to hoon sabka mera na koi hd song, Mere bhole ke darbar me sabka khata hai, Jitendra pal meghwal hatya kand, Main to hoon sabka mera na koi govinda song, Mere bhole ke darbar mein sabka khata hai niranjan pandya, Bhole ke darbaar mein sabka khata he, Mere bhole ke darbar me sabka khata he