Main To Sang Jaaun Banwas Lyrics  | Ek Pal | Shabana Azmi, Naseeruddin Shah | Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

Main To Sang Jaaun Banwas Lyrics | Ek Pal | Shabana Azmi, Naseeruddin Shah | Bhupen Hazarika, Lata Mangeshkar | Bhupen Hazarika

Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas
Sawami na karna nirash
Pag pag sang jau jau banwas
Hey main to sang jaaun banwas

Upar hain agni ki chhatri
Niche tapti bali
Upar hain agni ki chhatri
Niche tapti bali
Pavo mein padenge chhale
Na jao banwas hey
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Tum ho suriayvanshi sawami
Rakho apni chhaya
Tum ho suriayvanshi sawami
Rakho apni chhaya
Chhav mein chalu tumhari
Tum hi meri maya
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Jangle ban mein ghume hathi
Bhalu sher aur hirna
Jangle ban mein ghume hathi
Bhalu sher aur hirna
Nari ho tum dar jaogi
Na jao banwas hey
Main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas

Tum to yodhavir ho sawami
Tum hi raksha karna
Tum to yodhavir ho sawami
Tum hi raksha karna
Ban tumhare kandhe sohe
Sang ho to kya darna
Main to sang jaaun banwas
Sawami na karna nirash
Pag pag sang jau jau banwas
Hey main to sang jaaun banwas
Main to sang jaaun banwas.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *