Main To Banke Naino Wali Song Lyrics from the movie/album Chhoo Mantar released in the year 2015 starring Karan Dewan, Johnny Walker. The song Main To Banke Naino Wali was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by M. Sadiq. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Main To Banke Naino Wali Lyrics

Main To Banke Naino Wali
Meri Baaten Hain Niraali
Dekho Duniya Kare Mose Pyaar
Duniya Kare Mose Pyaar
Aeji Chhodo Ye Fasana
Jaaye Chulhe Mein Zamana
Dekho Dil Hai Yaha Beqaraar
Dil Hai Yaha Beqaraar
Main To Banke Naino Wali

Laakh Adaayen Laakh Ishaare
Jo Bhi Dekhe Jaan Ko Waare
Mera To Aaj Zamana
Nazar Na Haay Lagaana
Mera To Aaj Zamana
Maarungi Nain Kataar
Maarungi Nain Kataar
Aeji Chhodo Ye Fasana
Jaaye Chulhe Mein Zamana
Dekho Dil Hai Yaha Beqaraar
Dil Hai Yaha Beqaraar
Main To Banke Naino Wali

Jaan Bachaana
Ab Nahin Mumkin
Reh Gaye Ab To Haay Das Din
Koi To Shaql Bataao
Hamaari Jaan Bachaao
Koi To Shaql Bataao
Dil Hai Yaha Beqaraar
Dil Hai Yaha Beqaraar
Main To Banke Naino Wali
Meri Baaten Hain Niraali
Dekho Duniya Kare Mose Pyaar
Duniya Kare Mose Pyaar
Aeji Chhodo Ye Fasana

Baat Kisi Ki Main Nahin Maanun
Sabke Dil Ka Haal Main Jaanun
Koi Ho Laakh Deewana
Chale Na Ek Bahaana
Koi Ho Laakh Deewana
Main To Badi Hushiyaar
Main To Badi Hushiyaar
Aeji Chhodo Ye Fasana
Jaaye Chulhe Mein Zamana
Dekho Dil Hai Yaha Beqaraar
Dil Hai Yaha Beqaraar
Main To Banke Naino Wali
Meri Baaten Hain Niraali
Dekho Duniya Kare Mose Pyaar
Duniya Kare Mose Pyaar
Aeji Chhodo Ye Fasana.

Share your thoughts

Johnny walker, Chhoo mantar, Main to banke naino wali, O p nayyar, Mohammed rafi, Karan dewan, Shyama and johnny walker, Best of anita guha and johnny walker, Volume 25 gham nahin kar (from chhoo mantar''), Best of shyama and johnny walkar, Best of o p nayyar, Shyama and karan dewan, Best of rafi and asha bhosle, Aaja re aaja piya asha bhonsle chhoo mantar (1956) o p nayyar / jan nisar akhtar, Asha bhosle, Taron ki barat hai, Main hoon banke nainawali, Lyrics