Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics  | Main Rahoon Ya Na Rahoon | Armaan Malik | Armaan Malik

Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics | Main Rahoon Ya Na Rahoon | Armaan Malik | Armaan Malik

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)

Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna

Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon (x2)

Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sada sunte rehna

Bas itna hai tumse kehna (x4)

“Hazaar baar socha, keh doon

ki friend nahi meri girlfriend hai tu

Par sapne toot jaane ka darr

Kabhi dil se gaya hi nahi”

Hawaaon mein lipta hua main

Guzar jaaunga tumko chhu ke

Agar mann ho to rok lena

Thehar jaaunga in labon pe (x2)

Main dikhu ya na dikhu

Tum mujhko mehsoos karna

Bas itna hai tumse kehna (x4)

Hmm..

Bas itna hai tumse kehna (x4)

Main rahun ya na rahun

Tum mujh mein kahin baaki rehna..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *