Main Nikal Jaoonga Song Lyrics from the movie/album Shareef Budmaash released in the year 2016 starring Dev Anand, Hema Malini. The song Main Nikal Jaoonga was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Raj Khosla. The music was given by Rahul Dev Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Shemaroo

Main Nikal Jaoonga Lyrics

Aai Shuhani Hai Subaha Banaras Jarur
Hai Shyaa-e-avadh Khubsurat Huzur
Magar Har Shubah Se Har Ek Shyaam Se
Hasi Ye Hawalaat Ki Raat Hai
Ye Choro Ki Baraat Ki Raat Hai

Na Khirki Na Jharokha
Milte Hi Magar Mauka
De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Na Khirki Na Jharokha
Milte Hi Magar Mauka
De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga

Diwaar Se Jyada Majboot Hai Irada
Us Paar Wo Khadi Hai Jisse Nazar Ladi Hai
Wo Intezaar Me Hai Bechain Pyar Me Hai
Ye Jaan Bhi Gawa Ke
Milna Hai Usse Jake
Ye Gam Na Dil Sahega
Haye!ye Gam Na Dil Sahega
Bas Hoke Hi Rahega
Ye Mel Do Dilon Ka
Sab Sochte Rah Jayege
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga

Rocky Hai Naam Mera
Sabko Salaam Mera
Sab Mujhko Jante Hai
Ustaad Maante Hai
Buzdil Nahi Jo Chup Ke
Kar Doon Mai Chupke Chupke
Sab Hoshiyaar Rehna
Phir Baad Me Na Kehna
Dedi Hai Maine Dhamki
Ha Ha! Dedi Hai Maine Dhamki
Bijli Gagan Mein Chamki
Kutta Gali Mein Bhauka
Sab Dhoondte Rah Jayenge
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga…
Mai Nikal Jaunga…
Mai Nikal Jaunga…
Mai Nikal Jaunga…

Mai Kya Hoon Mai Hoon Baadal
Mai Kya Hoon Mai Hoon Kaajal
Ud Jaun Ban Ke Khusboo
Jal Jaun Ban Ke Jaadoo
Ud Jaun Ban Ke Khusboo
Jal Jaun Ban Ke Jaadoo
Sau Baar Aake Dekha
Sau Baar Jake Dekha
Kya Hai Yahan Kidhar Hai
Har Cheej Ki Khabar Hai
Mere Puraan Yaron
Haan Mere Puraan Yaron
Nadaan Pehredaron
Kyon Tune Mujhko Roka
Tum Rokte Rah Jaoge
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga

Na Khirki Na Jharokha
Milte Hi Magar Mauka
De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge
Banke Hawa Ka Jhokha
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga, Mai Nikal Jaunga …….

Share your thoughts

Kishore kumar, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar songs, Hema malini songs, Shareef budmaash, Main nikal jaoonga, Kishore kumar duets songs, Anand bakshi songs, A tribute to kishore kumar, Rahul dev burman, Hema malini, Kishor kumar, Kishore kumar romantic songs, Asha bhosle kishore kumar songs, Anand bakshi, Asha bhosle kishore kumar duet song, Best of kishore kumar hindi songs, Shareef badmaash, Lata kishore romantic songs, Kishore kumar comedy songs