Main Ne Shyad Tumhe Lyrics  | Yeh Kaisa Nashaa Hai | Ashok Kumar, Shreeram Lagoo | Chandrani Mukherjee, Suresh Wadkar | Chand Pardesi

Main Ne Shyad Tumhe Lyrics | Yeh Kaisa Nashaa Hai | Ashok Kumar, Shreeram Lagoo | Chandrani Mukherjee, Suresh Wadkar | Chand Pardesi

Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Tum to wahi ho par mai wo nahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Tum to wahi ho par mai wo nahi
Maine sayad tumhe

Khabar hi nahi hu hu
Mujhe kon hu kaha hu mai na na
Itna pata hai mujhe
Ho ho ek hur jawa hu mai
Khusi bhi nahi to phir gum bhi nahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Tum to wahi ho par mai wo nahi
Maine sayad tumhe

Kabhi pas ati ho kabhi dur jati ho
Karti ho gussa kabhi kabhi muskurati ho
Kabhi pas ati ho kabhi dur jati ho
Karti ho gussa kabhi kabhi muskurati ho
Pyar bhi karo na tum mujhse kabhi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Tum to wahi ho par mai wo nahi
Maine sayad tumhe

Andar chalenge kaise
Kyu bich me ye tala hai acha
Chabi hai pas mere to phir kyu ghotala hai
Darto ho kyu chalo to sahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Tum to wahi ho par mai wo nahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi
Maine sayad tumhe dekha hai kahi.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *