Main Mala Ka Beta Hun Song Lyrics from the movie/album Andher Nagari released in the year 2018. The song Main Mala Ka Beta Hun was sung by Suresh Wadkar, Preeti Sagar. The music was given by Gaurang Vyas. The lyrics were Penned by Hriday Lani

Main Mala Ka Beta Hun Lyrics

??main Mala Ka Beta Hu Ji Wo
Tu Chahe Main Maru Tum Jiyo
Main Mala Ka Beta Hu Ji Wo
Tu Chahe Main Maru Tum Jiyo
He Chahiye Jo Raja Tujhe Pani
To Sidhi Si Sun Meri Baani
Main Mala Ka Beta Hu Ji Wo
Tu Chahe Main Maru Tum Jiyo

Jaise Tere Do Haath
Vaise Mere Do Haath
Jaise Tere Do Haath
Vaise Mere Do Haath
Ab Tiji Ye Baanh Hame Rakhna Nahi
Bol
Bol Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi

Jasie Tere Pair Hai
Vaise Mere Hain Pair
Jasie Tere Pair Hai
Vaise Mere Hain Pair
Hame Punchh Sa Ye Jhaadu Baandhna Nahi
O Bol
Bol Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi

Jaisa Tera Hain Tuk
Vaisa Mera Hain Thuk
Jaisa Tera Hain Tuk
Vaisa Mera Hain Thuk
Use Tukani Ya Kulhad Baandhna Nahi
Bol Raja Raja Raja Raja
Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi

Jaisa Tera Hain Jiv Vaisa Mera Hain Jiv
Ab Jaake Virane Me Basna Nahi
Bol Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi
O Maanav Ko Maanav Sa Rahne De
Are Re Fir Nirmal Jal Bahne De
Bol Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi
Bol Raja Tujhe Ye Kabul Hain Ki Nahi
Kabul Hain Ki Nahi
Kabul Hain Ki Nahi

Share your thoughts

T-series bhakti sagar, Srima narayan dhuni suresh wadkar, Pitru gayatri mantra lyrics, Gaurang vyas, Pitra gayatri mantra lyrics in english, Shanti sagar ki lehren, Shyam sagar, Kalimpong singer suresh kumar, Ramayan manka 108 lyrics in hindi, Bhakti sagar part 1, Hindi english lyrics, New preet bandre song, Popular songs suresh kumar, Bhakti sagar, Kalimpong suresh kumar songs, Aarasur na ambe maa with lyrics, Suresh kumar nepali song, Melody king suresh kumar