Main Kisko Sunau Song Lyrics from the movie/album Maang released in the year 2016 starring Ramola, Ulhas Wasti. The song Main Kisko Sunau was sung by G. M. Durrani. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Sagar Badayuni. The music rights for song purely belongs to Saregama

Main Kisko Sunau Lyrics

Main Kisko Sunau Gham Ki Kahani
Main Kisko Sunau Gham Ki Kahani
Sare Sahare Chhut Gaye Chhut Gaye
Ab Haye Mukaddar Kaisa Sitam Hai
Ab Haye Mukaddar Kaisa Sitam Hai
Sathi Hamare Chhut Gaye Chhut Gaye
Ab Kisko Sunau Gham Ki Kahani

Afsos Ke Gham Ki Duniya Mein
Aansu Bhi Humare
Ho Na Sake Ho Na Sake
Taaro Ki Tarah Palko Pe Meri
Taaro Ki Tarah Palko Pe Meri
Chamke Kape Aur Tut Gaye Tut Gaye
Ab Kisko Sunau Gham Ki Kahani

Aye Darde Mohabbat Tu Hi Bata
Kis Tarah Chale
Ab Manzil Tak Manzil Tak
Hum Ju Ka Sahara Le Ke Kar
Hum Ju Ka Sahara Le Ke Kar
Chalte Hai Wo Chale
Phut Gaye Phut Gaye
Ab Kisko Sunau Gham Ki Kahani

Kis Tarah Bahare Ras Aati
Kismat Mein Jab
Manzoor Na Tha Manzoor Na Tha
Kuch Gham Ki Hawa Ke Jhoke Chale
Kuch Gham Ki Hawa Ke Jhoke Chale
Dil Ki Bahare Lut Gaye Lut Gaye
Ab Kisko Sunau Gham Ki Kahani.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ghulam mohammad, Best of ghulam mohammed, Best of lata and g m durrani, Ulhas, Ramola devi, Best of ramola, Gaana, G m durrani, Ramola, Maang, Lyrics, Mastkalandr.bhule bisre geet, New naat 2019 owais raza qadri, Latest naat sharif 2019, Shikayat kya karu dono taraf gam ka fasana hai, New kalam by m awais chishti, Mastkalandr, Lata mangeshkar, Best old hindi songs, Best of shakeel badayuni, Hindi classical songs hd, Naushad, Sadhana, Darasingh, Madhubala