Main Kaun Hoon Main Kya Hoon Lyrics  | Chingari | Sanjay Khan, Leena Chandavarkar | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Main Kaun Hoon Main Kya Hoon Lyrics | Chingari | Sanjay Khan, Leena Chandavarkar | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho

Uthakar meri palke ko
Jhukna hi na padh jaye
Uthakar meri palke ko
Jhukna hi na padh jaye
Do char kadam chalkar
Rukna hi na pad jaye
Kya soch ke tanha ho
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho

Mana ke mujhe tumne
Aankho mein basaya hai
Mana ke mujhe tumne
Aankho mein basaya hai
Jaisi bhi hu jo bhi hu
Sine se lagaya hai
Pathar hu ke hira hu
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Tum jo bhi ho meri ho
Ab aur na kuch socho
Main kaun hoon main kya hoon
Itna to kabhi pucho
Main kaun hoon main kya hoon.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *