Main Hu Ghoda Song Lyrics from the movie/album Kunwara Baap released in the year 2016 starring Mehmood, Sanjeev Kumar. The song Main Hu Ghoda was sung by Kishore Kumar, Mehmood Ali. This movie/album was directed by Mehmood. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Main Hu Ghoda Lyrics

Main Hoon Ghodaa, Ye Hai Gaadi,
Meri Riksha Sab Se Niraali
Na Gori Hai Na Ye Kaali, Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ghar Tak Pahuncha Dene Vaali
Main Hoon Ghodaa, Ye Hai Gaadi,
Meri Riksha Sab Se Niraali
Na Gori Hai Na Ye Kaali, Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ghar Tak Pahuncha Dene Vaali

Ek Rupaiya Bhaada, Paisenjar Itna Jaada
Mala Naako Re Naako Re Naako Re
Ho Dubala Patla Chalegaa, Aada Tirchha Chalega
Saala Ho Ya Ho Vo Saali, Yaane Ki Aadhi Gharwaali,
Ho Ho Ho Ho Ho Ho,ghar Tak Pahuncha Dene Vaali
Ek Dikhaakar Beedi, Rukva Di Chaar Gaadi
Are Paise Ka Khela Hai Khela
Ho Jo Marzi Hai Kar Lo, Paakit Se Not Nikaalo
Phir Le Jaao Jeb Khaali, Baaju Hat Burke Vaali,
Ho Ho Ho Ho Ho Ho,ghar Tak Pahuncha Dene Vaali
Ham Aazaad Hain Mistar,
Kya Insaan Aur Kya Jaanvar
Mere Desh Mein Saare Baraabar
Mere Desh Mein Saare Baraabar
Ho Kutta Gadde Pe Soye,
Maanav Chadar Ko Roye
Zindagi Lagti Hai Gaali,
Ho Zindagi Lagati Hai Gaali,
Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ghar Tak Pahuncha Dene Vaali
Main Hoon Ghodaa, Ye Hai Gaadi,
Meri Riksha Sab Se Niraali
Na Gori Hai Na Ye Kaali, Ho Ho Ho Ho Ho Ho
Ghar Tak Pahuncha Dene Vaali.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kishore kumar, Mehmood, Sanjeev kumar, Rajesh roshan, Kishore kumar songs, Kunwara baap, Kunwara baap dharmendra & mehmood, Kunwara baap mehmood, Angoor sanjeev kumar movie, Main hoon ghoda yeh hai gaadi, Kishore, Mehmood movies, Ashok kumar movies, Kishore kumar evergreen hits, Kishore kumar love songs, A tribute to kishore kumar, Kishore kumar hits, Hits of kishore kumar, { the great kishore kumar, Kishor kumar