Main Hoon Kaun, Sari Duniya Me Mujh Sa Nahi Lyrics | Oh Darling Yeh Hai India | Vinod Rathod | Ranjit Barot

Main Hoon Kaun, Sari Duniya Me Mujh Sa Nahi Lyrics | Oh Darling Yeh Hai India | Vinod Rathod | Ranjit Barot

Mai hun kaun mai hun kaun
Mai hun mai hun kaun kaun
Mai hun kaun
Mai hun mai hun kaun kaun kaun

Saari duniya mein mujhsa nahi
Saari duniya mein mujhsa nahi
Mai sab kuchh hun mai koyi nahi
Mai hun kaun mai hun kaun
Mai hun mai hun kaun kaun
Mai yeh hun ya wo hun ek hun ya sau hun
Tum jo chaaho wo honn ya jo hun bas wo hun mai
Mai hun kaun mai hun kaun
Mai hun mai hun kaun kaun

Mai aawaara jungali jaanwar 420 anaadi
Chalata furja chaalu chillar chalati ka naam gaadi
Mai albela anjaana dariya dil deewaana
Mai har raste ka raahi
Har shamma ka parwaana
Mai fanne khaan farishta
Mukkaddar ka sikandar
Aflaatun ajuba harfan maula mast kalandar

Paapi paaji mai bhi pyaara aasmaan se gira sitaara
Luchcha lafanga lampat loafer
Circus baabo kona jokar
Paagal ghaayal kaayar shaayar
Kabhi mai botal kabhi mai fire
Mai hun kamaal mai bemisaal
Mai badmisaaj mai beilaaj
Mai samajhdaar mai khabrdaar
Mai bekaraar mai kalaakaar
Mai superman mai taarjan
Mai dind dong mai king kong

Saari duniya mein mujhasa nahi
Mai sab kuchh nahi mai koyi nahi
Mai hun kaun mai hun kaun
Mai hun mai hun kaun kaun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *