Aa Ha Aa Ha Aa Ha Aa
Main Dhundne Ko Zamane Me Jab Wafa Nikla

Pata Chala Ke Ghalat Leke Main Pata Nikla

Aa Aa Ha Aa Ha Aa Ha Aa
Jiske Aane Se Muqammal Ho Gayi Thi Zindagi
Dastake Khushiyon Ne Di Thi
Mit Gayi Thi Har Kami
Kyun Bewajah Di Yeh Saza
Kyun Khwaab De Ke Woh Le Gaya
Jiye Jo Hum Lage Sitam
Azaab Aise Woh De Gaya
Main Dhundne Ko Uske Dil Me Jo Khuda Nikla
Main Dhundne Ko Uske Dil Me Jo Khuda Nikla
Pata Chala Ke Ghalat Leke Main Pata Nikla
Pata Chala Ke Galat Leke Main Pata Nikla
Main Dhundne Ko Zamane Me Jab Wafa Nikla
Main Dhundne Ko Zamane Me Jab Wafa Nikla Aa
Aa Ha Aa Aa Ha Aa Ha Aa
Dhundta Tha Ek Pal Me Dil Jise Ye Sau Dafa
Hai Subah Naraz Us Bin Ruthi Shaame Din Khafa
Woh Aaye Na
Le Jaye Na
Haan Uski Yaade Jo Yaha
Na Raasta
Na Kuchh Pata
Main Usko Dhundhunga Ab Kaha
Main Dhundne Jo Kabhi Jeene Ki Wajah Nikla
Main Dhundne Jo Kabhi Jeene Ki Wajah Nikla
Pata Chala Ke Ghalat Leke Main Pata Nikla
Pata Chala Ke Ghalat Leke Main Pata Nikla
Main Dhundne Ko Zamane Me Jab Wafa Nikla
Main Dhundne Ko Zamane Me Jab Wafa Nikla Aa
Aa O Aa Woah Hey Aye Ayee Ye
Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla Song Lyrics from the movie/album Heartless released in the year 2018 starring Adhyayan Suman, Ariana Ayam. The song Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla was sung by Arijit Singh. This movie/album was directed by Shekhar Suman. The music was given by Gaurav Dagaonkar. The lyrics were Penned by Arafat Mehmood
Share your thoughts