Main Chal Diya Lyrics  | Gaane Bhi Do Yaaro | A Band Of Boys | Leslie Lewis

Main Chal Diya Lyrics | Gaane Bhi Do Yaaro | A Band Of Boys | Leslie Lewis

Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya
Tha yakin mujhe yeh yakin mujhe
Mazile tu hee paunga tujhe
Main chal diya main chal diya

Aayi thi mushkile
Main kahi na ruka
Pyar ke samane
Aasman bhi jhuka
Main chal diya
Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya main chal diya

Hoga kya kabhi socha na
Bas kadam rakh diya
Tha junun tere pyar ka
To irada kar liya
Ho ho ho o o o main chal diya
Yeh jahan mera rasta mera
Hasrate teri hausala mera
Main chal diya main chal diya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *