Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale Song Lyrics from the movie/album Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon released in the year 2015 starring Dara Singh, Ameeta. The song Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale was sung by Usha Uthup. This movie/album was directed by Chandrakant. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Prem Dhawan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale Lyrics

Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale
Aaja Sanam Lag Ja Gale
Aag Se Hi Aag Bhujhe
Baho Mein Aake Dekhle Ho
Baho Mein Aake Dekhle

Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale
Aaja Sanam Lag Ja Gale
Aag Se Hi Aag Bhujhe
Baho Mein Aake Dekhle Ho
Baho Mein Aake Dekhle

Ji Bhar Ke Aaj Humko
Arma Nikalne Hai
Ji Bhar Ke Aaj Humko
Arma Nikalne Hai
Jab Tak Hai Hose Baki
Pyale Uchhalane Hai
Jawani Ka Nasha Kya Hai
Mohabbat Ka Maja Kya Hai
Tu Ajama Ke Dekh Le Ho
Tu Ajama Ke Dekh Le

Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale
Aaja Sanam Lag Ja Gale
Aag Se Hi Aag Bhujhe
Baho Mein Aake Dekhle Ho
Baho Mein Aake Dekhle

Haye Ye Gram Sanse
Tann Kyun Pighal Na Jaye
Haye Ye Gram Sanse
Tann Kyun Pighal Na Jaye
Uf Ye Nazar Ki Teji
Dil Kyu Machal Na Jaye
Jo Dhadkan Hai Tere Dil Mein
Vo Halchal Hai Mere Dil Mein
Baho Mein Aake Dekhle Ho
Baho Mein Aake Dekhle

Main Bhi Jalu Tu Bhi Jale
Aaja Sanam Lag Ja Gale
Aag Se Hi Aag Bhujhe
Baho Mein Aake Dekhle Ho
Baho Mein Aake Dekhle.

Share your thoughts

No Keywords