Main Aur Mera Saya Lyrics | Main Aur Mera Saya | Bhupen Hazarika | Bhupen Hazarika

Main Aur Mera Saya Lyrics | Main Aur Mera Saya | Bhupen Hazarika | Bhupen Hazarika

Na kaho koi main akela hun
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya

Taarik raahon me
Mera ye saaya
Taarik raahon me
Mera ye saaya
Jyoti jalata aa jaata hai
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya

Sehra kinaare kabhi
Ghar kyun banata hun
Aasha ki baali le aata hai
Le aata hai
Door ke bandhu joothe ye saare
Door ke bandhu joothe ye saare
Saath jo aaya sachcha saya
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya
Do hai dono hai
Main aur mera saya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *