Tumko Paaya Hai Toh Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahun Bhi Toh Tumse Kya Kahoon
Tumko Paaya Hai Toh Jaise Khoya Hoon
Kehna Chahun Bhi Toh Tumse Kya Kahoon
Kisi Zabaan Mein Bhi Woh Lafz Hi Nahi
Ke Jin Mein Tum Ho Kya Tumhein Mein Bata Sakoon
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahungi Nahi
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Mujhe Neend Aati Nahi Hai Akele
Khwaabon Mein Aaya Karo
Nahi Chal Sakunga Tumhare Bina Main
Mera Tum Sahara Bano
Tum Huwe Meherban
Toh Hai Yeh Dastaan
Ik Tumhe Chahane Ke Alaawa
Aur Kuch Humse Hoga Nahin
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Woh..
Shokhiyon Mein Doobi Ye Adaaye
Chehre Se Jhalki Huyi Hain
Zulf Ki Ghani Ghani Ghataayein
Shaan Se Dhalki Huyi Hain
Rooh Se Chaahne Wale Aashiq
Baatein Jismo Ki Karte Nahin
Main Agar Kahoon Humsafar Meri
Apsara Ho Tum Ya Koi Pari
Tareef Yeh Bhi Toh
Sach Hai Kuch Bhi Nahi
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Bol Do Na Zara Dil Mein Jo Hai Chhipa
Main Kisi Se Kahunga Nahi
Main Agar Kahoon Bol Do Na Zara Song Lyrics from the movie/album T-Series Mixtape released in the year 2017. The song Main Agar Kahoon Bol Do Na Zara was sung by Armaan Malik, Jonita Gandhi. The music was given by Abhijit Vaghani. The lyrics were Penned by Javed Akhtar, Rashmi Virag. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts