Mai Teri Yaado Me Lyrics | Sanam Teri Kasam | Arijit Singh | Himesh Reshammiya

Mai Teri Yaado Me Lyrics | Sanam Teri Kasam | Arijit Singh | Himesh Reshammiya

Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main
Main na rahaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main
Main na rahaa

Shaam-o-seher kaise lagte zeher jaise
Tere bagair aise o
Socha nahin kaise
Hoon darbadar jaise hogi basar aise o
Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai sazaa meri
Samjha rahi hain ye dooriyan
Teri meri nazdeekiyaan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main
Main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main
Main na raha

Sabko khabar hai ye meri seher hai tu
Kya bekhabar hai tu o
Itni zara si toh
Haan hai tujhe kehni kehde nazar se tu o
Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni naa manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main
Main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main
Main na raha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *