Mai So Jau Mustafa Kehte Kehte Song Lyrics from the movie/album Maa Ke Aansoo released in the year 2018 starring Ajit, Nalini. The song Mai So Jau Mustafa Kehte Kehte was sung by Shamshad Begum. This movie/album was directed by Dhirubhai Desai. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan, Madan Mohan

Mai So Jau Mustafa Kehte Kehte Lyrics

Dua H Wo Mera Ho Idi Dikha De
Fir Ek Baar Bichde Huo Ko Mila De
Mere Dil Se Yaad Unki Jati Nahi Hai
Mujhe Nind Raato Ko Aati Nahi Hai

Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Talle Alla Kehte Kehte
Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Palle Alla Kehte Kehte

Jidhar Dekhti Hu Gamo Ka Andhera
Jidhar Dekhti Hu Gamo Ka Andhera
Bahut Dur Hai Aarzu Ka Savera
Aarzu Ka Savera
Mai Roti Hu Ya Murtaja Kehte Kehte
Mustafa Kehte Kehte
Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Talle Alla Kehte Kehte

Mere Ansuo Me Madine Ki Galiya
Mere Ansuo Me Madine Ki Galiya
Na Jane Khile Kab Ummido Ki Kaliya
Ummido Ki Kaliya
Hakim Chahe Ambiya Kehte Kehte
Mustafa Kehte Kehte
Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Talle Alla Kehte Kehte

Musibat Ki Lahro Me Dil Ka Sathi Na
Musibat Ki Lahro Me Dil Ka Sathi Na
Madad Kijiye Meri Sahe Madina
Shahe Madina
Bhanwar Me Chali Ya Khuda Kehte Kehte
Mustafa Kehte Kehte
Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Talle Alla Kehte Kehte
Mai So Jau Ya Mustafa Kehte Kehte
Khule Aankh Talle Alla Kehte Kehte

Share your thoughts

Main so jaon ya mustafa kehte kehte, Main so jaon ya mustafa kehte kehte lyrics, Main so jaon ya mustafa kehte kehte shamshad begum, Mein so jaon ya mustafa saw kehte kehte | beautiful naat, Main so jaoon ya mustafa kehte kehte lyrics, Mein so jaon ya mustafa saw kehte kehte | beautiful naat with lyrics, Main so jaon ya mustafa kehte kehte naat sharif lyrics, Me so jaon ya mustafa kehte kehte lyrics, Main so jaon ya mustafa kehte lyrics