Mai Nikal Jaunga Song Lyrics from the movie/album Shareef Badmaash released in the year 2018 starring Dev Anand, Hema Malini. The song Mai Nikal Jaunga was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Raj Khosla. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Mai Nikal Jaunga Lyrics

Suhani Hi Subah Banaras Jarur
Hai Shame Avadh Khubsurat Huzur
Magar Har Subah Se Har Ek Sham Se
Hasi Ye Hawalat Ki Rat Hai
Ye Choro Ki Barat Ki Rat Hai

Na Khidki Na Jhrokha
Milte Hi Magar Mauka De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Na Khidki Na Jhrokha
Milte Hi Magar Mauka De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga

Diwar Se Jyada Majbut Hai Irada
Us Par Wo Khadi Hai Jisse Najar Ladi Hai
Wo Intzar Me Hai Bechain Pyar Me Hai
Ye Jan Bhi Gawa Ke Milna Hai Usse Jake
Ye Gum Na Dil Sahega Haye Ye Gum Na Dil Sahega
Bas Hoke Hi Rahega Ye Mel Do Dilo Ka
Sab Sochte Rah Jayenge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga

Rocky Hai Nam Mera Sabko Salam Mera
Sab Mujhko Jante Hai Ustad Mante Hai
Bujdil Nahi Jo Chupke Chal Du Mai Chupke Chupke
Sab Hoshiyar Rahna Fir Bad Me Na Kahna
De Di Hai Maine Dhamki
De Di Hai Maine Dhamki Bijli Gagan Me Chamki
Kuta Gali Me Bhoka De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga

Mai Kya Hu Mai Hu Badal Mai Kya Hu Mai Hu Kajal
Ud Jau Ban Ke Khushbu Chal Jau Ban Ke Jadu
Mai Kya Hu Mai Hu Badal Mai Kya Hu Mai Hu Kajal
Ud Jau Ban Ke Khusbu Chal Jau Ban Ke Jadu
Sau Bar Aake Dekha Sau Bar Jake Dekha
Kya Hai Yaha Kidhar Hai Har Chiz Ki Khabar Hai
Mere Purane Yaro Nadan Pahredaro
Mere Purane Yaro Nadan Pahredaro
Kyu Tumne Mujhko Roka
Tum Rokte Rah Jaoge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Na Khidki Na Jhroka
Milte Hi Magar Mauka De Jaunga Mai Dhokha
Sab Dekhte Rah Jayenge Ban Ke Hawa Ka Jhoka
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga
Mai Nikal Jaunga Mai Nikal Jaunga

Share your thoughts

Kishore kumar songs, Kishore kumar, Kishore kumar hit songs, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar song, Kishore kumar songs hindi, Kishore kumar best song, Kishore kumar teri duniya se hoke majboor lyrics, Best of kishore kumar songs, Best of kishore kumar, Mausam pyar ka asha bhosle & kishore kumar, Asha bhosle & kishore kumar mausam pyar ka, Shareef budmaash, Teri duniya se hoke majboor chala kishore kumar, Kishore kumar teri duniya se hoke majboor chala