Mai Naa Mil Saku Jo Tumse Lyrics | Umrao Jaan | Alka Yagnik | Anu Malik

Waada karke nibhane waale kam hote hai
Ishq naa karna ishq me gum hi gum hote hai
Mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

Tumhe meri hi kasam hai
Tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna

Mujhse hai mohabbat use hai ajab ye aadat

Kabhi munh ko fer lena kabhi guftagu na karna
Tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna
Mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

Maine chaaha tha kisiko mera haal kya hai dekho

Jo kiya kusur maine wohi tumko bhula na karna
Tumhe meri hi kasam hai meri aarju na karna
Mai naa mil saku jo tumse meri justaju na karna

Meri ho agar buraayi toh na dena tum safaayi

Mere saath khudko rusva kabhi kubku na karna
Tumhe meri hi kasam hai meri aarju naa karna
Mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

Koyi puchhe badnasibi ki hai intaha bhi koyi

Toh meri misal dena tum mujhe na munh na karna
Tumhe meri hi kasam hai meri aarju naa karna
Mai na mil saku jo tumse meri justaju na karna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *