Mai Kya Karu Ram Mujhe Buddha Mil Gaya Lyrics | Sangam | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya – 2
Oye hoy buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Haay main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Sab jo gaye baagh mera buddha bhi chala gaya – 2
Sab to laaye phool buddha gobhi le kar aa gaya – 2
Main ho gayi badanaam mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
Oye hoy buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Main gudiya haseen meri morani si chaal hai – 2
Sar men safed us ke daada ji sa baal hai – 2
Kya hoga anajam mujhe buddha mil gaya
Haay kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
Oye hoy buddha mil gaya
Ho buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya

Pariyon ke desh mujhe buddha le ke aa gaya – 2
Main ne jo uthaaya ghoonghat buddha gussa kha gaya – 2
Bigadega sare kaam, mujhe buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya
Oye hoy buddha mil gaya
Hai buddha mil gaya
Main kya karoon raam mujhe buddha mil gaya – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *